Mir Moiz’s Weblog

Life is meaningful, only when one wishes to make it. We are creatures of time and we’ll wither away in it. The little moments of joy we find and create are all that will live with us.

Archive for My Poetry

Protected: Devotion

This content is password protected. To view it please enter your password below:

Peak INSIDE … Human

Absolutely brilliant orchestration.

DEPTH

https://vimeo.com/110437565

Video Link

– MIR

Looking for Your Face

Poetry by,
Jalāl ad-Dīn Muhammad Rūmī

From the beginning of my life
I have been looking for your face
but today I have seen it

Today I have seen
the charm, the beauty,
the unfathomable grace
of the face that I was looking for

Today I have found you
and those who laughed
and scorned me yesterday
are sorry that they were not looking as I did

I am bewildered by the magnificence
of your beauty
and wish to see you
with a hundred eyes

My heart has burned with passion
and has searched forever
for this wondrous beauty
that I now behold

I am ashamed
to call this love human
and afraid of God
to call it divine

Your fragrant breath
like the morning breeze
has come to the stillness of the garden
You have breathed new life into me
I have become your sunshine
and also your shadow

My soul is screaming in ecstacy
Every fiber of my being
is in love with you

Your effulgence
has lit a fire in my heart
And you have made radiant
for me
the earth and sky

My arrow of love
has arrived at the target
I am in the house of mercy
and my heart
is a place of prayer


Forever dedicated to my Rooh Paree.
Mwaaaaaah Love You

Tum Aik Gorakhdhanda Ho

Listen: Tum Aik Gorakdhanda Ho

By, Nusrat Fathe Ali Khan

Kabhi Yahaan Tumhein Dhonda, Kabhi Wahaan Pohncha
Tumhari Deed Ki Khaatir Kahan Kahan Pohcha
Ghareeb Mit Ga’ay, Pamaal Ho Gaye Laikin
Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan Pohncha

Ho Bhi Nahi Aur Her Jaa Ho
Ho Bhi Nahi Aur Her Ja Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Her Zarray Mein Kiss Shaan Say Tu Jalwa Numa Hai
Hairaan Hai Magar Aqal K Kaisay Hai To Kia Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Tujhay Dair-O-Haram Mein Nai Dhonda Tu Nahi Milta
Magar Tashreef Farma Tujhay Apne Dil Mein Daikha Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Dhonday Nahi Milay Ho Na Dhonday Say Kaheen Tum
Aur Phir Yeah Tamasha Hai, Jahan Hum Hein Waheen Tum
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Jab Bajuz Tairay Koi Dosra Maujood Nahi
Phir Samajh Mein Nahi Aata Tera Purdah Karna
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Harm O Dair Mein Hai Jalwa E Purfan Tera
Do Gharoon Ka Hai Charaagh E Kurkhe Roshan Tera
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Jo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai, Usi Kho’ay Hoay Ko Kuch Mila Hai
Na But-Khanay, Na Kabay Mein Mila Hai, Magar Totay Hoay Dil Mein Mila Hai
Adam Bun Ker Kaheen To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai

Nahi Hai Tu To Phir Inkaar Kaisa, Nafi Bhi Tairay Honay Ka Pata Hai
Mein Jiss Ko Keh Raha Hoon Apni Hasti, Agar Wo Tu Nahi To Aur Kia Hai
Nahi Aaya Khayaloon Mein Agar Tu, To Phir Mein Kaisay Samjha Tu Khuda Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Hairan Hoon Is Baat Pay, Tum Kon Ho Kia Ho
Haath Aao To But, Haath Na Aao To Khuda Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Aqal Mein Jo Ghir Gaya La-Intiha Kiyoon Ker Hoa
Jo Samajh Mein Aa Gaya Phir Wo Khuda Kiyoon Ker Hoa
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Falsafi Ko Behas K Ander Khuda Milta Nahi
Dour Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Milta Nahi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Pata Yoon To Bata Daitay Ho Sub Ko La-Makaan Apna
Ta’ajub Hai Magar Rehtay Ho Tum Tootay Hoay Dil Mein
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Jab K Tujh Bin Nahi Koi Maujood
Phir Yeah Hangama Ay Khuda Kia Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Chuptay Nahi Ho, Samnay Aatay Nahi Ho Tum, Jalwa Dikha K Jalwa Dikhatay Nahi Ho Tum
Dair O Haram K Jhagray Mita’tay Nahi Ho Tum, Jo Asal Baat Hai Wo Batatay Nahi To Tum
Hairaan Hoon Mairay Dil Mein Sama’ay Ho Kiss Tarah, Haan’la K Do Jahan Mein Samatay Nahi To Tum
Yeah Ma Bud O Haram, Yeah Qaleesa-o-Dair Kiyoon, Harjayii Ho Jabhi To Bata’tay Nahi To Tum
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Dil Peh Hairat Nai Ajab Rung Jama Rakha Hai, Aik Uljhi Howi Tasveer Bana Rakha Hai
Kuch Samajh Mein Nahi Aata K Yeah Chakkar Kia Hai, Khail Kia Tum Nai Azal Say Yeah Racha Rakha Hai
Rooh Ko Jism K Pingray Ka Bana Ker Qaidee, Us Pay Phir Mout Ka Pehraa Bhi Bithaa Rakha Hai
Day K Tadbeer K Panchi Ko Uranay Tu Nai, Daam-E-Tadbeer Mein Her Sumt Bicha Rakha Hai
Kar K Araish E Qounain Ki Barsoon Tu Nai, Khatam Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai

La-Makaani Ka Bahr Haal Hai Dawa Bhi Tumhein, Nahl-O-Akrab Ka Bhi Paighaam Suna Rakha Hai
Yeah Burai, Wo Bhalai, Yeah Jahannum, Wo Bahisht, Is Ulat Phiar Mein Farmao To Kia Rakha Hai
Jurm Aadam Nai Kiya Aur Saza Baitoon Ko, Adl O Insaaf Ka Mi’aar Bhi Kia Rakha Hai
Dai K Insaan Ko Dunya Mein Khilafat Apni, Ik Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai
Apni Pehchaan Ki Khaatir Hai Banaya Sub Ko, Sub Ki Nazaroon Say Magar Khud Ko Chup Rakha Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Nit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Daitay Ho, Janay Kiss Jurm-E-Tamanna Ki Saza Daitay Ho
Kabhi Kunker Ko Bana Daitay Ho Heeray Ki Kani, Kabhi Heeron Ko Bhi Mitti Mein Mila Daitay Ho
Zindagi Kitnay He Murdoon Ko Ata Ki Jiss Nai, Wo Maseeha Bhi Saleebon Pay Saja Daitay Ho
Khuwahish-E-Deed Jo Kar Baithay Sir-E-Tuur Koi, Tuur Hee Bark e Tajaali Say Jala Daitay Ho
Nalay Namrood Mein Dalwatay Ho Qudrat Na Khaleeq, Khud Hee Phir Naar Ko Gulzaar Bana Daitay Ho

Chahay Kin Aan Mein Phainko Kabhi Maah Kinaan, Noor Yaqoob Ki Aankhon Ka Bujha Daitay Ho
Day Ke Yusuf Ko Kabhi Mirs K Bazaaron Mein, Aakhir Kaar Shah-E-Misr Bana Daitay Ho
Jazb O Masti Ki Jo Manzil Pe Pohonchta Hai Koi, Baith Ker Dil Mein Anal Haq Ki Sada Daitay Ho
Khud He Lagwatay Ho Phir Kufr K Fatway Us Per, Khud He Mansoor Ko Sooli Peh Charha Daitay Ho
Apni Hasti Bhi Wo Ik Rooz Gawa Baith’ta Hai, Apne Darshan Ki Lagan Jiss Ko Laga Daitay Ho

Koi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho
Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho
Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay Ho
Sohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay Ho
Khudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Aap Hi Apna Pardah Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Jo Kehta Hoon Mana Tumhein Lagta Hai Bura Sa, Phir Bhi Hai Mujhay Tum Say Baharhaal Gila Sa
Chup Chaap Rahay Daikhtay Tum Arsh-E-Bareen Per, Taptay Hoay Karbal Mein Mohammad Ka Nawasa
Kiss Tarah Pilata Tha Laahu Apna Wafa Ko, Khud Teen Dino Say Wo Agarchay Tha Piyasa
Dushmun To Bahar Haal Thay Dumshun Magar Afsoos, Tum Nai Bhi Faraham Na Kia Pani Zara Sa

Her Zulm Ki Taufeeq Hai Zaalim Ki Wirasat, Mazloom K Hissay Mein Tasalli Na Dilasa
Kal Taaj Saja Daikha Tha Jis Shaqs K Sir Per, Hai Aaj Usi Shaqs K Haathon Mein Hikasa
Yeh Kia Hai Agar Pochon To Kehtay Ho Jawaban, Is Raaz Say Ho Sakta Nahi Koi Shanasa
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Hairat Ki Ik Dunya Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Har Aik Jaan Pey Ho, Laikin Pata Nahi Maloom
Tumahra Naam Suna Nai, Nishaan Nahi Maloom
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Dil Say Armaan Jo Nikal Ja’ay To Jugnu Ho Ja’ay, Aur Aankhon Mein Simat Aa’ay To Aanso Ho Ja’ay
Ja Pe Ya Huu Ka Jo Be Hu Karay Hu Mein Kho Ker, Us Ko Sultaniyaan Mil Jaein Woh Baahu Ho Ja’ay
Baalgi Ka Na Kisi Ka Ho Churi Ke Neechay, Halk-E-Asghar Mein Kabhi Teer Tarazu Ho Ja’ay
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Kiss Qadar Beniyaaz Ho Tum Bhi
Daastan E Niyaaz Ho Tum Bhi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Raah-E-Tehqeeq Mein Her Gaam Pay Uljhan Daikhoon, Wohi Halaat O Khayalaat Mein Anaban Daikhoon
Bana Ke Rah Jaata Hoon Tasaveer Pareshaani Ki, Ghaur Say Jab Bhi Kabhi Dunya Ke Darpan Daikhoon
Aik He Khaaq Pay Fitrat Ke Tajaadaat Itne, Itne Hisson Mein Banta Aik He Angan Daikhoon

Kahin Zahmat Ki Sulagti Howi Patjhar Ka Sama, Kahin Rahmat Ke Barastay Hoay Sawan Daikhon
Kahin Punkartay Darya, Kabhin Khamosh Pahar, Kabhi Jungle, Kahin Sahra, Kahin Gulshan Daikhoon
Khoon Rulata Hai Yeh Taqseem Ka Andaaz Mujhay, Koi Dhanwaan Yahaan Per Koi Nirdhan Daikhoon

Din Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Suraj, Raat Ki Maang Sitaroon Say Muzayyan Daikhon
Kahin Murjha’ay Howe Phool Hein Sach’chaii Ke, Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pay Bhi Joban Daikhon
Shams Ki Khaal Kaheen Khinchti Nazar Aati Hai, Kaheen Sarmad Ki Utarti Howi Gardan Daikhoon

Raat Kia Shay Hai Sawayra Kia Hai, Yeah Ujala Yeah Andhera Kia Hai
Mein Bhi Naayib Hoon Tumhara Aakhir, Kiyoon Yeh Kehtay Ho K Tera Kya Hai
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Daikhnay Wala Tujhay Kia Dekhta
Tu Nai Her Rung Say Pardah Kia
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Masjid Mandir Yeh Mekhanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay
Sub Tere Hein Jaana Kasahanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay
Ik Honay Ka Tere Qaail Hai, Inkaar Pay Koi Maail Hai
Ik Khalq Mein Shaamil Karta Hai, Ik Sub Say Akela Rehta Hai
Hein Dono Tere Mastanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay
Sub Hein Jab Aashiq Tumhare Naam Ke, Kiyoon Yeh Jhagray Hein Rahim-O-Raam Ke
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Dair Mein Tu Haram Mein Tu, Arsh Pe Tu Zameen Pe Tu
Jiss Ki Pohonch Jahan Talak Us K Liyeah Waheen Pe Tu
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Her Ik Rung Mein Yakta Ho
Her Ik Rung Mein Yakta Ho
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Markaz E Justuju, Aalam E Rung O Boo, Dum Ba Dum Jalwagar Tu He Tu Chaar Su
Hu K Mahool Mein Kuch Nahi Illah Hu, Tum Bohot Dilruba Tum Bohot Khoobaru
Arsh Ki Azmatein Farsh Ki Aabro, Tum Ho Qonein Ka Haasil-E-Aarzo
Aankh Nay Ker Lia Aanso’on Say Wazu, Ub To Ker Do Ata Deed Ka Ik Sabu
Aao Parday Say Tum Aankh K Ru Baru, Chund Lamhay Milan Do Ghari Guftagu
Naaz Jabta Phiray Ja Baja Qo Ba Qu, Wahdahu Wahdahu La Shareeka Laho

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu
Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Our Path

Path

Our Path

We have a path, that follows in eternal light – a path of bliss, in heaven’s delight.

From a distant solitude that left me lone and gloomy – I sensed your presence, your embrace and your  fragrance looming – I followed and I followed and I followed through trecherous caverns, steep falls and valleys unknow that griped me in fears…

There came deamons to hold me down and angels fallen from their grace, there came people standing out of their living graves and yet your fragrance never deceived nor it ever faltered – When I would loose my step, your glance would not let me halter – Then came the times when I held you by your graceful locks of golden brown, black and streaked traces of silver – I glanced in your eyes and deep within your soul’s shelter – and just then, doors opened that seemed bolted upon eons or perhaps more – Apparent mountains that could never move…

Yet I was heartly invited and you graced my approach – We kept our faiths strong and so I treaded and walked a million miles in search of you my beloved.

Then one day, in the grace of HIS majesty, under the wings of faith – I finally praised you upon my sight’s embrace.
A bird called Parastoo they said rides the air through this meadow, this heavenly paradise.
They said angels gleam upon her regale her majesty and sweet sounds of Chopin, in splendor.

I asked one angel that looked upon this delightful sight – Can I be graced with her presence (i asked), her pardon, for I have waited and waited and waited so long…

Just then the angel leaned in my ear and whispered…
Sire… my lady awaits you – in utter impatience and delight – step on… she longs only for your sight.

I Love you my Life and Eternity
Happy Valentines

May GOD bless us even more.

Forever dedicated to: Roya Naser

I LOVE YOU

This is our mutual song Roya Jaan… It will remain forever. You are my destination, you are my life, my paradise.
I Love You.

——-

Understand this much my partner for life
Without you my love, why is every valley lonesome

This is how intoxicating our love is my beloved
The season of bloom blossoms with our love

This is how the situation is … my dearest
We can not stop

There is nothing that is yours or mine
To pluck from time … for this life is like the flowing stream

We only have this moment
Lets make it ours… everything else is perishable

My heart beats have called upon you and only you my life

Only You

Only You

Since I have seen your eyes
A thousand storms have raged and taken our breath away

Stay like this in my veins
Stay like this in my body and soul

This is how intoxicating our love is my beloved

Stop it all you want, it will not stop

There is nothing that is yours or mine
To pluck from time … for this life is like the flowing stream

We only have this moment
Lets make it ours… everything else is perishable

My heart beats have called upon you and only you my life

Only You

Only You

Dedicated to my love and life, Roya Jaan

25 Jan 2012

Rejoice – New Year 2012

So my dear friends…

Rejoice
That the time has come for us to move on…

For some of us to grow
For some of us to heal
For some of us to stand up
For some of us to kneel
For some of us to bear the blowing winds
For some of us to dive down within
For some of us to yield and conquer

Yes! The time has come for us to move on…

To pick up new winds and fly
To savor our wounds, yet be polite
To be the wingman for that friend who is weary and weak
To brush off our egos and boldly conceit defeat
To sign new charters of trust, faith and good deeds
To blow new whistles of shame and wake those at ease
To peck new ponds for food and share
To survive droughts of despair yet continue and dare

The time has come…

To nurture our faiths, revive our spirits and take flights… anew…

Happy New Year 2012

Dedicated to Friends
Written:  29 Dec 2011

© 2011. Mir Moiz 

Daman mai Meray [In my Embrace]

Nazaara-e-Khauf main aap khud ulfat kay taray aa kar bikhrain hain, daman mai meray
{ In the midst of fear, the stars of passion have willfully come and fallen in my embrace }

Jabeen jal afroz hai, dilkash nazaray aap khud aa kar nikhrain hain, daman mai meray
{ My head is endowed with blissfull dew, for wondrous visions have willfully come and bloomed in my embrace } 

Tera husna-e-jamal, aur husn-e-shahanai – dilafroz hai aik zamanay bhar kay liyay
{ Your beautiful demeanor and your glorious regale is heartfelt for the whole of humanity } 

Teri yadon kay meethay saayee aap khud aa kar nikhrain hain, daman mai meray
{ Fragments of your sweet memories have willfully come and bloomed in my embrace }

Sama-e-Shaukh kay unwanon main chupi hai haqueeqat meray us haseen dost ki
{ The secret of my most beautiful friend lies in the parables of the pages of desire } 

Jabeen jis ki munawar, kashish aankhoom main, aur ailk haseen shooukh ki see jiski
{ One whos head is auric and haloed, eyes mystified and smile endowed with pleasures unknown }

Hai jis ka dil purnoon mauhabat ki haseen jheel pay chand kay methay sayee kay jasay
{ One whos heart is luminescent with the sweet-scented lunar shade upon the lake of pure passion } 

Teri ulfat kay methay sayee, aap khud aa kar bikhrain hain daman main meray
{ The shades of your sweet love have willfully come and dispersed in my embrace } 

Meray doost – zara to jhank appni shakhsiat kay pehlooyn may faqat – kabhee
{ Wonder and ponder a little upon your personality’s folds – My dearest friend }

Teri rooh kay tootay sitaray aap khud aa kay simntain hain daman say meray
{ Your wounded soul’s broken shimmers have willfully come and clung on to my embrace } 

Main usi Um-e-shaukh kay haseen kirdaroon ka talib hoon faqat
{ I am only eager and in awe of the sight of that beautiful apsara } 

Taranum jis ki zeenat, ulfat jis ka husan aur zouq apsaroon kay jaisa
{ One who has melody as demeanor, passion as beauty and choices of the ancient fairies of far } 

Khuda ka noor hai dil ki rutoon main – mai aur meray doost mil kar
{ The love of GOD lies in our hearts together as one } 

Khuda janee, kya khabar hai kab yeh dilrang nazaray aa kar nikhrain gain daman main meray
{ Who knows when GOD will will these visions to come and willfully bloom in my embrace }

Kab banay gi haqeeqat meray is zaath ki zeenat, meri yeh haseen soonch
{ When this beautiful thought will form unto its beautiful truth } 

Dua hai ab to – kay app khudh miljayeen meray dilrang sitaray daman say teray
{ I pray, that my stars may now come and willfully fall in your sweet embrace }

Dedicated to Um
Written:  2 March ~ 11 May 2011

© 2011. Mir Moiz 

Kausar

Zamana bazgasht main hai
kay hai meri dunya ajeeb se,

Yeh banda hai to bashar par reet-e-zindigi ajeeb se,
Kya isay gham hai kisi mahubat ka ya yeh ghafil hai mahubat kay jam say,

Rehta to hai dunya main yeh par dil main umeed khain aur ki se,

Zamanay bhar main hai is ka charcha, har shaks hota hai girvida is ki shanakht say,

Par yeh chalta nahin zamanay ki reet pay karta nahin faryad kabhi bhee,

Meri aqual aari hai is shaks ko samajhnay say ai mir – yeh banda bashar hai ya koi aur,
par meri dua aik azeez he ki se…

Ai Allah day day rahe-e-dunya main isay khushian jamal ki se,
Jo gham hai wo ghul jai na rahe koi khwaish adhoori se,
Jo hai aarzo taman ki wo mil jai dilal-e-be-taman ko,

Dunya ki raunaqoon main na khoi wo chain ko,

Miti banay sona aur aik nai subhay ho… lab-e-kausar kay nam ki

Amen
Written: 6 Oct 2010 (9:00pm)

© 2010. Mir Moiz 

Your KNIGHT in Shining Armour

Dedicated to Um 🙂

We try to do the best we can, yet the fear is spread a million miles – so far…
This night of reason thrills me no more for the blow of grief has struck its hour…
But then one fine day my spirit speaks, awakens me to the moment & time and then somehow I hoist my own flag – for the martial of great fields that I have become – its my country its my own – I shall march along but not in fear…
Now is the moment – Now is the time!

Written on: 28 August 2010

You inspire me Kindle.
Stay put! Keep smiling 🙂

© 2010. Mir Moiz